Tracklist
Bulaye Mujhe Teri Yaadein Jaana
Available Lyrics
Bulaye Mujhe Teri Yaadein Jaana
Nana na nana na nana na na na....
Yaadein ban ke reh gayi
Rooh bhi meri le gayi
Aise kyun ab main jee raha
Bana diya mujhe tu sarphira
Yaadein ban ke reh gayi
Rooh bhi meri le gayi
Aise kyun ab main jee raha
Bana diya mujhe tu sarphira
Bulaye mujhe teri yaadein jaana
Har pal, har jagah...
Aansoon ki nadiyon me bheeg jaana
Kyun aise hi jee raha...
"Nana na nana na nana na na na...."
Tha khush main zindagi mein
Aayi kyun pyaar jatane
Pyaar kiya hein maine jaana
dard hi diya tune
Bulaye mujhe teri yaadein jaana
Har pal, har jagah...
Aansoon ki nadiyon me bheeg jaana
Kyun aise hi jee raha...
"Nana na nana na nana na na na...."
Kya tu bhi royega kabhi,
Jab meri yaad aayegi?
Kya tune socha kabhi,
Kaise hoon main jee raha?
Bulaye mujhe teri yaadein jaana
Har pal, har jagah...
Aansoon ki nadiyon me bheeg jaana
Kyun aise hi jee raha...
Yaadein ban ke reh gayi
Rooh bhi meri le gayi
Aise kyun ab main jee raha
Bana diya mujhe tu sarphira
Bulaye mujhe teri yaadein jaana
Har pal, har jagah...
Aansoon ki nadiyon me bheeg jaana
Kyun aise hi jee raha...
Nana na nana na nana na na na....